Independence Day 2018 Special: Bollywood Dialogues That Will Evoke A Sense Of Patriotism
We are set to celebrate 72nd Independence Day this year. As the day of freedom is approaches, we bring to you top Bollywood patriotic dialogues which will touch your soul...
From weddings to
Friendship Day, Bollywood have given us songs, movies and dialogues for every
occasion. As Independence Day 2018 is round the corner, we bring to you the
list of Bollywood’s best dialogues, which will evoke the sense of patriotism in
you.
Mil jaate hai
kuch officers hum mein thode pagal, thode adhiyal, jinke dimaag mein sirf desh
aur desh bhakti ghumti rehti hai … yeh desh ke liye marna nahi chahte, balki
jeena chahte hai, taki aakhri saans tak desh ki rakhsha kar sake – Baby (2015)
Mulk ke samne
mujhe apna aap nazar nahi aata ... main hi toh mulk hoon, Hindustan hoon –
Raazi (2017)
A Still From Raazi
Hamare itihaas
mein aise kayi log hai jinhe koi inaam, koi medal nahi milta ... hum unka naam
tak nahi jaante ... na hi unhe pehchante hai ... sirf watan ke jhande par apni
yaad chhod jaate hai – Raazi (2017). ALSO READ: Independence Day 2018
Special: Bollywood’s Best Patriotic Songs
Watan Ke Agay
Kuch Nahin… Khud Bhe Nahin – Raazi (2017)
Hum duniya ki
nazaron mein girenge ya khare utrenge ... yeh pata nahi ... lekin itna yakeen
hai ... ki hum khud apne aap se nazarein milake yeh keh payenge ... ki humne
joh socha woh desh ke liye tha ... humne joh kiya woh desh ke liye hai ... aur
humne joh paaya woh desh ka hoga – Parmanu (2017)
Aadmi ki fitrat
hi aaisi hai … chot lagti hai na toh aadmi maa maa hi chilata hai sabse pehle –
Airlift (2016)
A Still From Airlift
Koi bhi desh
perfect nahi hota usse perfect banana padta hai – Rang De Basanti (2007)
Ek Catholic aurat
Pradhan Mantri ki kursi ek Sikh ke liye chod deti hai aur ek Sikh Pradhan
Mantri pad ki shapath ek Muslim Rashtrapati se leta hai, us desh ki bhag daud
sambhalne ke liye jisme assi pratishad log Hindu hai – Namaste London (2007)
Main nahin maanta
ki hamara desh duniya ka sabse mahaan desh hai. Lekin yeh zaroor maanta hoon ki
hummein kabiliyat hai, taakat hai iss desh ko mahaan banane ki. Hum aapas mein
ladhte rehte hai, jab hamein ladna chahiye ashiksha ke khilaaf, badhti hui aabadi,
bhrashtachaar ke khilaaf – Swades (2004)
A Still From Chak De India
Mujhe states ke naam na sunai dete hai na dikhai dete
hai… sirf ek mulk ka naam sunai deta hai I-N-D-I-A – Chak De! India (2007)
Happy
Independence Day 2018! Soak in the patriotic fervour and remember the
sacrifices of heroes that got us our freedom.